bharastachaar ke khilaaf , jab khada hua Kejrivaal,
yuvao ke khoon may , tab aaya ubaal !!
saansado may mach gaya hahakaar,
har jagah lag rahe yahi naare -
"band karo ye bharastachaar "
isse marte rahe , garib bechare ,
unke sahayak bane, Anna Hazare !!
sabne milkar , lagaye naare,
arey!! bharastachaari -
"tu yahan se ja re !!"
yuvao ka khoon khool gaya hai,
sabka junoon bol gaya hai !!
ab toh !!
desh ke liye hona hai nisaar,
khatam karna hai , ye bharastachaar !!
aisa podha hai ye,
jise nahi chahiye koi khaad !!
aur anth may ye ,
podha lagane wale ko hi, kar de barbaad!!
is podhe ko na lagao tum,
imaandari ka saath nibhao tum !!
sabko milkar khani hai , kasam ,
ab toh !! bharastachaar karna hai khatam !!
yuvao ke khoon may , tab aaya ubaal !!
saansado may mach gaya hahakaar,
har jagah lag rahe yahi naare -
"band karo ye bharastachaar "
isse marte rahe , garib bechare ,
unke sahayak bane, Anna Hazare !!
sabne milkar , lagaye naare,
arey!! bharastachaari -
"tu yahan se ja re !!"
yuvao ka khoon khool gaya hai,
sabka junoon bol gaya hai !!
ab toh !!
desh ke liye hona hai nisaar,
khatam karna hai , ye bharastachaar !!
aisa podha hai ye,
jise nahi chahiye koi khaad !!
aur anth may ye ,
podha lagane wale ko hi, kar de barbaad!!
is podhe ko na lagao tum,
imaandari ka saath nibhao tum !!
sabko milkar khani hai , kasam ,
ab toh !! bharastachaar karna hai khatam !!
